Naam Kya Hain ( Yeh Dillagi - 1994 )

Song Name
: Naam Kya Hain
Movie Name
: Yeh Dillagi
Music Director
: Nadeem Sarvan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1994
Views
:


la: naam kya hai? ku: pyaar ka maara la: ghar ka pata do ku: dil hain tumhaara la: kya karte ho? ku: tumse pyaar la: isaka nateeja? ku: kuch bhi ho yaar la: naam kya hai? ku: pyaar ka maaraa ...

ku: main tera deewana, tu meri deewani aaise kyon nayi kafaa? la: kuch na maanu main, jaanu jaanu main teri marzi hai kya ku: kabhi laila majnu la: are ja re ja re ja ku: kabhi shireen farhaad la: mujhe aise na sata ku: kabhi raanjha kabhi heer la: dil rakh doon main cheer ku: kabhi romeo juliet
la: chal hat baaju hat la: naam kya hai? ku: pyaar ka maaraa ...

ku: seene mein dil hain, dil mein dhadkan hain dhadkan mein tu hai basi la: teri baaton mein, main na aaungi yu na kar dillagi ki: o chhodo na teri gali la: tu hai bhanvara main kali ku: o raani aaise na akad la: meri baahein na pakad ku: hain iraada mera nek la: du deewana dil-phenk ku: mujhe khwaabo mein basa la: aaise baatein na bana la: naam kya hain? ku: pyaar ka maara la: ghar ka pata do ku: dil hai tumhaara la: kya karte ho? ku: tumse pyaar la: iska nateejaa? ku: kuch bhi ho yaar