Aaisa Kabhi Hua Nahi ( Yeh Vada Raha - 1982 )

Song Name
: Aaisa Kabhi Hua Nahi
Movie Name
: Yeh Vada Raha
Music Director
: R.D.Burman
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 1982
Views
:


sunita sunita sunita aisa kabhi hua nahi jo bhi hua khoob hua dekhate hi tujhe hosh gum hue hosh aaya to dil mera dil na raha aisa kabhi hua nahi jo bhi hua khoob hua reshami zulfein hain saavan ki ghataaon jaisi palkein hain teri ghane ped ki chhaanv jaisi bholapan aur hansi aafreen aafreen aisa kabhi hua nahi ... jheel si aankhon mein masti ke jaam leharaaye jab honth khule tere sargam baje, mehke fizaaye har ada dil nasheen aafreen aafreen aisa kabhi hua nahi ... patli si gardan mein ek baal hai suraahi jaisa andaaz matakne ka dekha na kisi ne aisa gulbadan naazaneen aafreen aafreen aisa kabhi hua nahi ...