Ek Baar Jaana America ( Yun Hota Toh Kya Hota - 2006 )

Song Name
: Ek Baar Jaana America
Movie Name
: Yun Hota Toh Kya Hota
Music Director
: Viju Shah
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 2006
Views
:


ek baar jana - 3 america janaab
ek baar jana - 3 america janaab
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab

chaaro taraf bikhre hai durr saar hamse
dard se paraya aadmi
na wahaan kahi koi kami hai
kya zameen kya aasmaan sabse haseen hai woh jahaan
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab

arey jo gaya wahi ka ho gaya
usmein hai kashish badi ghazab ki
uski roshani mein kho gaya
uski aarzoo hai kuchh ajab si
ek baar jo jaaunga main
waapas na aaunga main
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab

husn ki bahaar milegi gori gori hongi goriyaan
ishq ki kali bhi khilegi
baandh lena dil ki doriyaan
chaahoge jo paaoge woh kehna mera maan lo
kaam bhi milega wahaan
daam bhi milega wahaan
naam bhi milega wahaan
poore ho jaayenge sab aapke khwaab
ek baar jana - 3 america janaab
ek baar jana - 3 america janaab