Mehndi Hai Rachnewali ( Zubeidaa - 2000 )
Song Name |
: Mehndi Hai Rachnewali |
Movie Name |
: Zubeidaa |
Music Director |
: A.R.Rehman |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Marriage |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 2000 |
Views |
: |
Mehndi hai rachnewali Hathon mein gehri laali Kahin sakhiyaan ab kaliyaan Hathon mein khilne wali hain Tere manko jeevan ko Nai khushiyan milne wali hai
O hariyali banno Le jane tujhko gooeeyan Aane wale hain sahiyan Thamenge aake baiyan, goonjegi sahnaiyan Anganai anganai Mehndi hai rachnewali Hathon mein gehri laali Kahin sakhiyaan ab kaliyaan Hathon mein khilne wali hain Tere manko jeevan ko Nai khushiyan milne wali hai Gayen maiya aur moti Gayen behna aur bhabhi ki Mehndi khil jaye, rang laye hariyali banno Gayen phufi aur chachi Gayen nani aur dadi ki
Mehndi man bhaye . saz jaye hariyali banno Mehndi roop sanware ho, mehndi rang nikhare ho Hariyali banni ke aanchal mein utrenge taare
Mehndi hai rachnewali Hathon mein gehri laali Kahin sakhiyaan ab kaliyaan Hathon mein khilne wali hain Tere manko jeevan ko Nai khushiyan milne wali hai