Sapne Mein Aake Loot Gaya ( Zulmi - 1999 )

Song Name
: Sapne Mein Aake Loot Gaya
Movie Name
: Zulmi
Music Director
: Dilip Sen-Sameer Sen
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1999
Views
:


Sapnay mein aake, loot gaya
Sapnay mein aake, loot gaya
Hai, kya kya mera, toot gaya
Anchal mera kinch liya
Kasake baahon mujhe, bhent liya
Repeat above and then
Kya kya mera toot gaya
Sapnay mein aake, loot gaya
Anchal mera kinch liya
Kasake baahon mujhe, bhent liya
Kya kya mera toot gaya
Sapnay mein aake, loot gaya
Chori uspe, sina chori, kuch aisa mera haal kiya~ (Dhol)
Mein saari baat kahun kaise
Usne jo kiya kamaal kiya
Sheesha dekh ke sharmaavoun
Apne aap se ghabaravoun
Anchal mera kinch liya
Anchal mera kinch liya
Kasake baahon mujhe, bhent liya
Kya kya mera toot gaya
Sapnay mein aake, loot gaya
Meri-neend khul gayi jaldi kyun
Afsaus to bas is baat ka hai (Dhol)
Phir aaj bulaoungi sapnay mein
Yeh kissa pichli raat ka hai
Ab kis baat ka rona hai-ji, ye to ek din hona hai ji
Anchal mera kinch liya
Kasake baahon mujhe, bhent liya
Kya kya mera toot gaya
Sapnay mein aake, loot gaya
Anchal mera kinch liya
Kasake baahon mujhe, bhent liya
Kya kya mera toot gaya
Sapnay mein aake, loot gaya...