Saanson kii zaruurat hai jaise ( Aashiqui - 1990 )
Song Name |
: Saanson kii zaruurat hai jaise |
Movie Name |
: Aashiqui |
Music Director |
: Nadeem Shravan |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1990 |
Views |
: |
SaaNson kii zaruurat hai jaise
Zindagii ke liye
Bas ek sanam chaahiye, aashiqii ke liye
Jaam kii zaruurat hai jaise bekhudii ke liye
HaaN ek sanam chaahiye, aashiqii ke liye Bas ek sanam chaahiye, aashiqii ke liye
Vaqt ke haathon men sabakii taqadiiren hain Aainaa jhuuthaa hai sachchii tasaviiren hain
JahaaN dard hai vahiin giit hai
JahaaN pyaas hai vahiin miit hai
Koi naa jaane magar jiine kii yahii riit hai
(saaz kii zaruurat hai jaise, mausiqii ke liye Bas ek sanam chaahiye, aashiqii ke liye
Manzilen haasil hain phir bhii ek duurii hai
Binaa hamaraahii ke zindagii adhuurii hai
Milegii kahiin koi rahaguzar
Tanhaa kategaa kaise ye safar
Mere sapane ho jahaaN Dhuundhuun main aisii nazar
Chaand kii zaruurat hai jaise, chaandanii ke liye
Bas ek sanam chaahiye, aashiqii ke liye
hai jaise