Roko Jhulmon Ki Aandhi Ko ( Azaad Desh Ke Gulam - 1990 )

Song Name
: Roko Jhulmon Ki Aandhi Ko
Movie Name
: Azaad Desh Ke Gulam
Music Director
: Laxmikant Pyarelal
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1990
Views
:


[Ghulami ka ganha andhera Bharat pe tha chhaya
inquilaab ka nara Gandhi Nehru ne dohraya
Bhagat Singh Azaad ne apni lahoo ki nadhi bahayee
jaan lutakar veeron ne azaadi hamey dilhai]

Roko jhulmon ki aandhi ko
nafrat ka lahoo mat bahene do
kum se kum pyar ki dharti par to
pyar ko zinda rahene do
roko jhulmon ki andkhi ko

Bhookh garibi mara mari
chaurahe par loot gai nari
ghar main gus kar goli mari
pakda gaya na atyachari
insani lahoo ke andhar
samha gaya haiwan darinda
bech raha beti ki azmat
jala diya dulhan ko zinda
jis ki kokh se paida huey
ushe izaat ke gahene do
roko jhulmon ki aandhi ko

Cheekh rahi hai Bharat Mata
Gandhi wapas aao
azaad desh ki main ghulam
azaadi mujhey dilao
lipat gai hai tum se aakaar
apni Bharat Mata
bacha lo iski laaj mere Bharat ke bhagya vidhaata
Bharat ke bhagya vidhaata