Tere Bina Jiya Jaye Na ( Tera Chehra - 2002 )

Song Name
: Tere Bina Jiya Jaye Na
Movie Name
: Tera Chehra
Music Director
: Adnan Sami
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 2002
Views
:


Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na -2 Sili Sili Pyasi Raina, Aake Bhiga De Raina Oh
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na, Oh
Hmm

Beete Dinon Ki Yaad Sataati Hai Man Ghabraata Hai Rah Rah Ke Meri Tanhaayi Tujhko Bulaati Hai Haar Gaya Gham Sah Sah Ke Koi Mujhe Bahlaaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na
Sili Sili Pyasi Raina, Aake Bhiga De Raina Oh
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na, Oh

Har Dhadkan Mein Pyaas Hai Teri Aise Mein Door Main Kaise Rahoon Tujh Bin Dil Ka Aangan Kaisa Hai Tujhse Bhala Ye Kaise Kahoon Koi Tujhe Samjhaaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na
Sili Sili Pyasi Raina, Aake Bhiga De Raina Oh
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na
Ho Tere Bina Jiya Jaye Na -4