Aa Ke Bharlo Bazuon Main ( Lucky - 2005 )

Song Name
: Aa Ke Bharlo Bazuon Main
Movie Name
: Lucky
Music Director
: Adnan Sami
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 2005
Views
:


Aa ke bharloo bazuon mein
Tumko hai kasam
Jaan meri jaa rahi sanam
Jaan meri jaa rahi sanam

Aa ki bharloo bazuon mein
Tumko hai kasam
Jaan meri jaa rahi sanam
Hoo jaan meri jaa rahi sanam

Aa ki bharloo bazuon mein
Tumko hai kasam
Jaan meri jaa rahi sanam
Jaan meri jaa rahi sanam
Lyricsmasti.com

Kya mohabbat hai
Kya nazaara hai
Kal talak ye dil tha mera
Ab tumhara hai

Kya tamanna hai
Kya ishara hai
Hamne to pal pal tadap ke
Pal guzaara hai
Ho hamne to pal pal tadap ke
Pal guzaara hai

Dekho dekho na
Ab karo na mujhpe yu sitam
Jaan meri jaa rahi sanam
Hoo jaan meri jaa rahi sanam

Aa ki bharloo bazuon mein
Tumko hai kasam
Jaan meri jaa rahi sanam
Lyricsmasti.com
Jaan meri jaa rahi sanam

Kya ladakpan hai
Kya jawaani hai
Ab tumhare naam saari zindagani hai

Kya haqeeqat hai
Kya kahaani hai
Saamne mere, mere sapno ki rani hai
Hoo saamne mere, mere sapno ki rani hai

Ab saha na
Ab saha na jaaye mujhse
Doori ka ye gham
Jaan meri jaa rahi sanam
Hoo jaan meri jaa rahi sanam

Aa ki bharloo bazuon mein
Tumko hai kasam
Jaan meri jaa rahi sanam
Jaan meri jaa rahi sanam
Jaan meri jaa rahi sanam