Me Rahi Anjaan Rahon ( Anjaana - 1969 )

Song Name
: Me Rahi Anjaan Rahon
Movie Name
: Anjaana
Music Director
: Laxmikant Pyarelal
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1969
Views
:


Me rahi anjaan rahon ka
ho yaaron mera naam anjaana

Mere sarhey geet anjane
jaane kya yeh log diwane
jaane bus yeh galiyon yeh phoolon ki kaliyan
me rahi anjaan rahon ka
ho yaaron mera naam anjaana

Rastey mein bahar mil jaye
shayad koi yaar mil jaye
nikla hoon akela dhundu koi mela
main rahi anjaan rahon ka
ho yaaron mera naam anjaana