Zindagi Mauj Udaane Ka Naam Hai ( Avtaar - 1983 )

Song Name
: Zindagi Mauj Udaane Ka Naam Hai
Movie Name
: Avtaar
Music Director
: Laxmikant Pyarelal
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1983
Views
:


Tara Ram Tu Ru Ru Zindagi Mauj Udaane Ka Naam Hai
Zindagi Yaaron Ki Jawani Ka Jaam Hai
Jaam Hai Payaam Hai
Zindagi Tara Ram 2
Tu Ru Ru Zindagi Mauj Udaane Ka Naam Hai
Zindagi Yaaron Ki Jawani Ka Jaam Hai
Jaam Hai Payaam Hai
Zindagi
Nahi Nahi Yeh Zindagi Toh Mehnaton Ka Naam Hai 2
Waqt Hai Bahut Hi Kam Aur Bada Kaam Hai 2
Zindagi

[Ho Jitne Khushiyon Ke Sapane Hain
Yaaron Woh Saare Apane Hain] 2
Gam Toh Kisi Begaane Ka Naam Hain
Jaam Hai Payaam Hai
Zindagi
Kaisa Yeh Riwaaj Hai Duniya Ke Saraaye Mein 2
Ped Jala Dhup Mein Log Baithe Saaye Mein 2
Zindagi

[Haqt Pyar Ka Aaj Adaa Kar Du
Tujhape Jaan Fida Kar Du] 2
Jeena Yu Hi Marr Jaane Ka Naam Hain
Jaam Hai Payaam Hai
Zindagi
Marta Hain Aadmi Sau Baar Janam Leta Hain 2
Himmat Ki Kokh Se Avtaar Janam Leta Hain 2
Zindagi