Pee Ke Daras Ko Taras Rahin ( Azad - 1955 )
Song Name |
: Pee Ke Daras Ko Taras Rahin |
Movie Name |
: Azad |
Music Director |
: C.Ramchandra |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Others |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1955 |
Views |
: |
lata:
kabhi Kaamosh rahate hain
kabhi ham aah bharate hain
kisi ke vaaste kya-kya sitam
is dil pe karate hain
jo wo nazaron men nazaren daal kar
khud ham se ye puuchhen
to dil pe haath rakh kar
ham bhi kah den
Chitalkar: kyaa ?
lata :
tum pe marate hain
Chitalkar: waah waah waah
subahaan allaah
lata:
pee ke daras ko taras rahin ankhiyaan -2
( taras rahin ankhiyaan
baras rahin ankhiyaan) -2
pee ke daras ko taras rahin ankhiyaan
koi qadamon men unake jaa ke
rakh aaye mere dil ko
ke unake saamane khulati nahin
zaalim zabaan meri
pee ke daras ko taras rahin ankhiyaan-2
( taras rahin ankhiyaan
baras rahin ankhiyaan ) -2
pee ke daras ko taras rahin ankhiyaan
kisi ka ho ke bhi
usse juda rahana hi padata hai
mohabbat ne diya jo gham
wo gham sahana hi padata hai
aa
kahaan tak dard-e-dil koi
chhupaaye apane siine men
tadap uthata hai jab ye dil
to ye kahana hi padataa hai
Chitalker: kyaa ?
lata:
pee ke daras ko taras rahin ankhiyaan -2
( taras rahin ankhiyaan
baras rahin ankhiyaan ) -2
pee ke daras ko taras rahin ankhiyaan
[singer/s:Lata Mangeshkar & Chitalkar]
_________________________________________________