Baadshah O Baadshah ( Baadshah - 1999 )

Song Name
: Baadshah O Baadshah
Movie Name
: Baadshah
Music Director
: Anu Malik
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1999
Views
:


Boy: Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon Sabke Diloon Mein Shaamil Bhi Hoon... Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon Sabke Diloon Mein Shaamil Bhi Hoon Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon Sabke Diloon Mein Shaamil Bhi Hoon Dil Ko Churana Neendein Udana Dil Ko Churana Neendein Udana Bas Yehi Mera Kasoor Waadon Se Apne Mukarta Nahin Marne Se Main Kabhi Darta Nahin Chorus: Baadshah O Baadshah Baadshah E Baadshah Baadshah O Baadshah Baadshah... Boy: Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon Sabke Diloon Mein Shaamil Bhi Hoon Dil Ko Churana Neendein Udana Dil Ko Churana Neendein Udana Bas Yehi Mera Kasoor Waadon Se Apne Mukarta Nahin Marne Se Main Kabhi Darta Nahin Chorus: Baadshah O Baadshah Baadshah E Baadshah Baadshah O Baadshah Baadshah... Boy: Chaaron Taraf Hain Mere Hi Charche Hoton Pe Hai Bas Mera Naam Rangoon Bhari Subha Meri Masti Mein Doobi Hai Meri Shaam Jhoothi Khahani Sachchi Lagey Aawargi Mujhe Aachi Lagey Nagmey Sunana, Sabko Nachana Bas Yehi Mera Kasoor Waadon Se Apne Mukarta Nahin Marne Se Main Kabhi Darta Nahin Chorus: Baadshah O Baadshah Baadshah E Baadshah Baadshah O Baadshah Baadshah... Boy: Hai Yeh Mohabbat Kamzori Meri Chaahat Ki Duniya Pe Mera Raaj Bas Rab Ke Aage Jhookta Mera Sar Jhukte Mere Saamne Tak To Taj Andaz Mera Sabh Se Judaa Main Baadshahon Ka Baadshah Sapnay Sajaana, Hasna Hasana Bas Yehi Mera Kasoor Waadon Se Apne Mukarta Nahin Marne Se Main Kabhi Darta Nahin Chorus: Baadshah O Baadshah Baadshah E Baadshah Baadshah O Baadshah Baadshah Boy: Aashiq Hoon Main Kaatil Bhi Hoon Sabke Diloon Mein Shaamil Bhi Hoon Dil Ko Churana Neendein Udana Bas Yehi Mera Kasoor Waadon Se Apne Mukarta Nahin Marne Se Main Kabhi Darta Nahin Chorus: Baadshah O Baadshah Baadshah E Baadshah Baadshah O Baadshah Baadshah Baadshah O Baadshah Baadshah E Baadshah Baadshah O Baadshah Baadshah...