Dil Bataa Mere Dil Batta ( Badhaai Ho Badhaai - 2002 )

Song Name
: Dil Bataa Mere Dil Batta
Movie Name
: Badhaai Ho Badhaai
Music Director
: Anu Malik
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 2002
Views
:

Mere Dil Bata Mere Dil Bata Tujhko To Hoga Pata

Jahan Woh Ladki Mil Jaaye Har Doori Mit Jaaye
Woh Ladki Mil Jaaye Har Doori Mit Jaaye Hai Kaun Sa Woh Rasta Sab Nice

Sab Nice Sab Cute
Jis Ladki Se Pyaar Hai Mujhe Kya Woh Mujhe Pyaar Karegi
Mere Khwaabon Ki Tasveero Mein Kya Woh Ladki Rang Bharegi Kya Kabhi Nahin Yeh Hoga Kya Kabhi Kahin Yeh Hoga
Kya Lagta Hai Kya Hona Hai Kya Lagta Hai Kya Hona Hai
Achcha Hoga Ya Bura
Mere Dil Bata Mere Dil Bata Tujhko To Hoga Pata
Mere Dil Bata Mere Dil Bata Tujhko To Hoga Pata

So Nice
Mere Dil Jo Tamanna Hai Meri Kya Poori Ho Paayegi
Mein Jiska Deewana Hoon Woh Kya Meri Ho Jaayegi
Hum Dono Kya Saath Hoge Kya Haathon Mein Haath Honge
Kya Lagta Hain Kya Hona Hain Kya Lagta Hain Kya Hona Hain
Mere Dil Mujhse Na Chuppa