Raat Abhi Baaki Hai ( Baghdaad - 1952 )

Song Name
: Raat Abhi Baaki Hai
Movie Name
: Baghdaad
Music Director
: Bulo C.Rani
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1952
Views
:


[Singer:- Geeta Dutt ]

raat abhi baaki hai
raat abhi baaki hai
dil ko qaraar aaya nahin
chhed de haaye woh naghama
tu ne jo gaaya nahin
raat abhi baaki hai...............

nas-nas men bas gaye woh
aankhon men woh samaaye
tum hi kaho ke zaalim
neend abhi kis ko aaye
chaaron taraf khushi ke
fuwaare chhuten hai
raat abhi baaki hai.............

shabnami..
shabnami aankhon men dil hai
aur ham teri aaghosh men
zindagi ek geet ban ke ji
geet ban ke
aa gai aaghosh men
jo mujhe kaheni hai tum se
woh baat abhi baaki hai
baat abhi baaki hai, raat abhi baaki hai
dil ko qaraar aaya nahin
chhed de haaye woh naghma
tu ne jo gaaya nahin
raat abhi baaki hai..........
*****************************************