Jin Aankhon Ki Neend ( Jogan - 1950 )

Song Name
: Jin Aankhon Ki Neend
Movie Name
: Jogan
Music Director
: Bulo C.Rani
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Ghazals
Release Date
Movie Year
: 1950
Views
:


[Singer:- Shamshad Begum] jin aankhon ki neend haraam hui
un aankhon ka haal wo kya jaane ) -2
( kyun palakon ko ashqon se pyaar hua
kyun jeena bawaal wo kya jaane ) -2

( kyun kaanpate honthon pe kuchh bhi nahin kyun dil men tamanna hai sahami hui ) -2
ho~ o~ o~
aa-aa ke sataata rahata hai
( aa-aa ke sataata rahata hai
kyun un ka Khayaal wo kya jaane ) -2

jin aankhon ki neend haraam hui
un aankhon ka haal wo kya jaane

( din chain se jin ke guzarate hon
aur raaten ho jin ki neend bhari ) -2
ik pyaar ke maare huye dil ka
( ik pyaar ke maare huye dil ka
behaal sa haal wo kya jaane ) -2

jin aankhon ki neend haraam hui
un aankhon ka haal wo kya jaane

*****************************************