Kar Gaya Re ( Basant Bahar - 1956 )
Song Name |
: Kar Gaya Re |
Movie Name |
: Basant Bahar |
Music Director |
: Shanker Jai Kishan |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Sad |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1956 |
Views |
: |
[singer:- Lata Mangeshkar & Aasha Bhonsle]
Both: aa
Aasha: kar gaya re
kar gaya mujhape jaadu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu
Lata: ye kya kiya re
gazab kiya re
chor ko samajhi main saadhu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu
Both: kar gaya re -2
kar gaya mujhape jaadu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu
Aasha: bholi suratiya magar hai sayaana -2
Lata: sikhe koi wo se daaman bachaana -2
Both: o
vaada kar ke mukar gaya
kar gaya re -2
kar gaya mujhape jaadu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu
Aasha: tum jo kaho to main naam bata dun -2
Lata: patthar ki murat ke darshan kara dun -2
o
jis ke qadamon pe sar gaya
Both: kar gaya re -2
kar gaya mujhape jaadu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu
Lata: baalam ye sab hai tumhare hi kaaran -2
Aasha: mahafil men naache tumhaari pujaaran -2
Both: o
mat puchho dil kidhar gaya
kar gayaa re -2
kar gaya mujhape jaadu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu
ye kya kiya re
gazab kiya re
chor ko samajhi main saadhu sanwariya
kar gaya mujhape jaadu
******************************************