Main Yahaan Tu Kahaan ( Bedard Zamaana Kya Jaane - 1959 )

Song Name
: Main Yahaan Tu Kahaan
Movie Name
: Bedard Zamaana Kya Jaane
Music Director
: Kalyaanji Aanandji
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1959
Views
:


[singers:-Mohammad Rafi & Lata Mangeshkar ]

Rafi : main yahaan tu kahaan
mera dil tujhe pukaare
Lata : jhuki-jhuki hai nazar jhuume-jhuume re jigar
koi kyon hamen pukaare
Rafi : main yahaan tu kahaan........

Lata : khil rahi chaandani raat hai
jaise chaandi ki barasaat hai
Rafi : aaj kah do na dil khol ke
jo dil men chhupi baat hai
main yahaan tu kahaan...........

Lata : sach kah dun tumhen o balam
bichhadenge nahin tum-ham -2
Rafi : ik pal bhi nahin dur hon
chaand-taaron ki ham ko qasam
Rafi : main yahaan tu kahaan............
******************************************