Jaane Kyun Tanha Ho Gayee Sapne Kho Gaye ( Bhram - 2008 )

Song Name
: Jaane Kyun Tanha Ho Gayee Sapne Kho Gaye
Movie Name
: Bhram
Music Director
: Pritam
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 2008
Views
:

Jaane kyun tanha ho gayee sapne kho gaye
Jaane kyun huye hain wo khafa begane bewafa
jaane kyun sare wo chahaton ke pal kho gaye, jaane kyun

dhire dhire sara jag ye begana dil ka fasana jana anjana sa lage
hoooo, dhire dhire koi apna hai rutha dil bhi yeh tuta rishta bhi jhuta sa lage
Jaane kyun

haan mana tha saya apna jise usine sikhaya hai hame jalna
kyun aise sishe ki tarah se tuta hai aakhon mein hi mera sapna
dhire dhire mere sapne suhane ho ke diwane kaise thikane jage
hoooo, dhire dhire koi apna hai rutha dil bhi yeh tuta rishta bhi jhuta sa lage

Jaane kyun tanha ho gayee sapne kho gaye
Jaane kyun huye hain wo khafa begane bewafa
jaane kyun sare wo chahaton ke pal kho gaye, jaane kyun

inn barishon mein aja bhige aye dil dekhe na koi aasun jo hai behete
haan aakhon mein thodi khusiyan chupke thode ghum bhi hai behete
dhire dhire mile barishon ka pal aakhiyon ka pal ghum ke kahani sa lage