Jashn-E-Bahaara ( Jodha Akbar - 2008 )

Song Name
: Jashn-E-Bahaara
Movie Name
: Jodha Akbar
Music Director
: A.R.Rehman
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 2008
Views
:


Kehne ko Jashan-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai Kehne ko Jashan-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein Sare sehmein nazare hain Soye soye vaqt ke dhare hain Aur dil mein koi khoyi si baatein hain

Kehne ko Jashan-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein Kaise kahen kya hai sitam
Sochte hai abb yeh hum
Koi kaise kahen woh hai ya nahi humare
Karte to hai saath safar
Fasle hain phir bhi magar
Jaise milte nahi kisi dariya ke do kinare

Pass hain phir bhi paas nahi Humko yeh gum raas nahi Seeshe ki ek diware hai jaise darmiyan


Sare sehmein nazare hain Soye soye vaqt ke dhare hain Aur dil mein koi khoyi si baatein hain

Kehne ko Jashan-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein Humne ne jo tha nagma suna
Dil ne tha usko chuna
Yeh dastan humen vaqt ne kaise sunai

Humjo agar hai gumgin Woh bhi udhar khush to nahi
Mulakato mein jaise ghul si gai tanhai

Milke bhi hum milte nahi Khilke bhi gul khilte nahi

Aankhon mein hai baharein dil mein khilza

Sare sehmein nazare hain Soye soye vaqt ke dhare hain Aur dil mein koi khoyi si baatein hain

o hoo Kehne ko Jashan-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein