Mann Jaage ( Bittoo Boss - 2012 )

Song Name
: Mann Jaage
Movie Name
: Bittoo Boss
Music Director
: Raghav Sachar
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 2012
Views
:


Mann Jagge Sari Raat
Mera Deewana, Mann Maane Na Yeh Baat
Ki Woh Tha Begana

Mann Jagge Sari Raat
Mera Deewana, Mann Maane Na Yeh Baat
Ki Woh Tha Begana


Hai Khud Se Hi Khafa Khafa
Kya Chahiye Nahi Pata …Bawara Paya Woh Na Chaha
Chaha Woh Na Paya

Jiske Peeche Bhage Woh Saya Hai Besaya

Kya Kya Raste Dhoondhe Kya Kya Dukh Na Paya
Per Saaya Thehera Saya Ke Haathon Mein Na Aaya Koi Subah Jo Mein Uthun Mujhe Agar Mile Sukun Bawra Ginta Rehta Taare Loutun Mein Angareiin
Khud Lagta Beehdta Yeh Jag Ko Thokar Marein

Kheeche Kheenche Baithe
Baithe Baithe Bhaage Na Sunta Khud Ke Aage Yeh Pagal Ho Gaya Paya Woh Na Chaha
Chaha Woh Na Paya

Jiske Peeche Bhage Woh Saya Hai Besaya
Kya Kya Raste Dhoondhe Kya Kya Dukh Na Paya
Per Saaya Thehera Saya Ke Haathon Mein Na Aaya Hai Zingadi Muhal Kyun Bana Liya Yeh Haal Kyun Bata

Uljha Uljha Rehta Na Sunta Na Kuch Kehta Suni Suni Aankhon Se Reh Reh Pani Behta

Tutte Saare Naate
Haara Mein Samjhate
Beechde Dil Aur Saathi Kyun Vaapas Nahi Aate


Yeh Dard Kyun Yeh Pyaas Kyun Bina Tere Udaas Kyun

Yeh Ranj Kyun Talash Kyun
Bataaaaa Baawara

Thandhi Aahein Bharke
Jeeta Hai Mar Mar Ke
Pyaasa Reh Gaya Hai Yeh Dariya Se Guzar Se

Dhoke Se Nazar Ke
Jhoke Se Umar Ke

Ret Ke Mahal Sa Reh Gaya Hai Peeghal Ke

Mannn Jaage
Jage Jaage
Mannn