Jaane Kyun Humko ( Chameli - 2003 )

Song Name
: Jaane Kyun Humko
Movie Name
: Chameli
Music Director
: Sandesh Shandilya
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 2003
Views
:


Bheegi huwi koyi shaam woh
Mehka huwa koyi naam woh
Bin baat hi hoti hai nilaam woh
Mash-hoor hai phir bhi badnaam woh
Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham
Jaane kyun ham ko yaad aaye woh

Ab is tarha usko sochta hoon
Guzre huwe woh pal rokta hoon
Woh pal kahin kho gaye hain jo apne
Aur saath bhi ho gaye hain jo sapne
Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham
Jaane kyun ham ko yaad aaye woh


Woh roshni woh aag hai
Ya phir koyi charaag hai
Jisse dheere dheere hai jalna
Jisse is tarha hi hai chalna
Kissi mod pe woh aaj bhi qandeel si jalegi Shaher ki dhoop si bewaqt hi dhhalegi
Kyun hamko yaad Bheegi huwi koyi shaam woh
Mehka huwa koyi naam woh
Bin baat hi hoti hai nilaam woh
Mash-hoor hai phir bhi badnaam woh
Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham
Jaane Kyun ham ko yaad aaye woh...