Yeh Lamha ( Chameli - 2003 )
Song Name |
: Yeh Lamha |
Movie Name |
: Chameli |
Music Director |
: Sandesh Shandilya |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Un-Categorized |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 2003 |
Views |
: |
Thaki thaki si shaam phir jawaan hone lagi
Ujaalon ne, churaaye hain, raat ke sab nishaan abhi abhi
Zindagi ud rahi, banke dhuwaan dhuwaan
Kal mile na mile, kya pata kal kahaan
Aa sawaaroon tujhe, ke jeeloon main ye.. lamha
Jab yahaan dil se dil mile phir se pyaar ki ik hawa bahein
Baahein phelaaye aa gaye, milne ko beqaraarse
Dhhundhhte phirte the, kaun ye khoj se
Baithhe hain peheluwon mein ek ek qisse
Hasratein thi kissi ki, kissi ki na ho gayi
Thaki thaki si shaam phir jawaan hone lagi
Ujaalon ne yeah oh oh yeah
Aasmaan se utarta shor, chamak raha hai bor bor
Jhilmilaati huwi, ye raat gaati huwi
Ik suhaagan si raat, ye suhaana sama
Kal mile na mile, kya pata kal kahaan
Aao sawaaroon tujhe, ke jeeloon main
Thaki thaki si shaam phir jawaan ho gayi -3 thaki thaki thaki thaki
(Ho gayi shaam jawaan aahaa ahaa ahaa ahaa aa )