Khuli Hava Me Dole Re ( Champakali - 1957 )
Song Name |
: Khuli Hava Me Dole Re |
Movie Name |
: Champakali |
Music Director |
: Hemant Kumar |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1957 |
Views |
: |
(khulii havaa me.n Dole re, aaj meraa man bole re
dil kii bahaar le ke, aa_egaa saa.Nvariyaa)-2
(badariyaa jo chhaa_ii, sa.ndesaa aisaa laa_ii
ki sun-sun mai.n to sharamaa_ii ghabaraa_ii)-2
kisii ne chorii-chorii, mere ghuu.NghaT ke paT khole re
laaj kii maarii mai.n to hu_ii re baavariyaa
khulii havaa me.n Dole re.....
(mai.n a.Nkhiyaa.N jhukaa_uu.N, yaa mukha.Daa chhupaa_uu.N
samajh nahii.n aa_e mujhe, haay kit jaa_uu.N)-2
aaj kisii ne mujhe pukaaraa pyaar se haule-haule re
jhuk-jhuk jaaye, haay merii najariiyaa
khulii havaa me.n Dole re.....
*****************************************
(खुली हवा में डोले रे, आज मेरा मन बोले रे
दिल की बहार ले के, आएगा साँवरिया)-२
(बदरिया जो छाई, संदेसा ऐसा लाई
कि सुन-सुन मैं तो शरमाई घबराई)-२
किसी ने चोरी-चोरी, मेरे घूँघट के पट खोले रे
लाज की मारी मैं तो हुई रे बावरिया
खुली हवा में डोले रे.....
(मैं अँखियाँ झुकाऊँ, या मुखड़ा छुपाऊँ
समझ नहीं आए मुझे, हाय कित जाऊँ)-२
आज किसी ने मुझे पुकारा प्यार से हौले-हौले रे
झुक-झुक जाये, हाय मेरी नजरीया
खुली हवा में डोले रे.....
[submitted on 28-Apr-08]