Sajana Lagan Teri Sone Na De ( Duniya Na Mane - 1959 )

Song Name
: Sajana Lagan Teri Sone Na De
Movie Name
: Duniya Na Mane
Music Director
: Madan Mohan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1959
Views
:


-----------------------------------------------------------
sajana lagan teri sone na de
rona bhi chaahun to rone na de samajhe to samajhe ye dil haar ke
dard anokhe bade, hote hain pyaar ke
haae bairi pyaar ke
sajana lagan teri sone na de apane paraae meri samajhen na batiyaan
kis sang bol ke bitaaun kaali ratiyaan
kaali-kaali ratiyaan
sajana lagan teri sone na de kitni kathin hain pyaar ki rasmen
apani hi nindiya wo bhi na bas men
haaye mere bas men
sajana lagan teri sone na de
-----------------------------------------------------------