Lagi Aaj Sawan Ki Phir Woh Jadhi Hai ( Chandni - 1989 )

Song Name
: Lagi Aaj Sawan Ki Phir Woh Jadhi Hai
Movie Name
: Chandni
Music Director
: Shiv Hari
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1989
Views
:


Lagi aaj sawan ki phir woh jadhi hai
wohi aag seene mein phir jal padhi hai
lagi aaj sawan ki phir woh jadhi hai

Kuch aise hi din teh woh jab hum miley teh
chaman mein nahin phool dil mein khiley teh
wohi toh hai mausam magar ruth nahin woh
mere sath barsat bhi roh padhi hai
lagi aaj sawan ki phir woh jadhi hai

Koi kash dil pe jara hath rakh le
mere dil ke tukdoh ko ik sath kar le
magar yeh hai khwabon khayalon ki baatein
kabhi toot kar cheez koi judhi hai
lagi aaj sawan ki phir woh jadhi hai