Chura Liyaa Hai Tumne ( Chura Liyaa Hai Tumne - 2003 )

Song Name
: Chura Liyaa Hai Tumne
Movie Name
: Chura Liyaa Hai Tumne
Music Director
: Himesh Reshmiya
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 2003
Views
:


Chura Liyaa Hai Tumne Aankhon Se Kaajal Ki Tarah
Phoolon Se Khushboo Ki Tarah
Dilo Ko Chura Liyaa Hai Tumne Chura Liyaa
Chura Liyaa Hai Tumne Chura Liyaa

O Jaana Yeh Kya Kiya Tumne
Aankhon Se Kaajal Ki Tarah
Phoolon Se Khushboo Ki Tarah
Dilo Ko Chura Liyaa Hai Tumne Chura Liyaa
Chura Liyaa Hai Tumne Chura Liyaa

Zikr Tera Hawaon Se Jab Bhi Kiya Karte Hain
Yaadon Mein Teri Khushboo Ka Hum Mazaa Liya Karte Hain
Palkon Se Neendon Ki Tarah
Neendon Se Khwaabon Ki Tarah
Dilo Ko Chura Liyaa Hai Tumne Chura Liyaa
Chura Liyaa Hai Tumne Chura Liyaa

Chura Liyaa Hai Chura Liyaa Hai
Tumne Chura Liyaa Hai
Aksar Yeh Sunte The Hum
Ishq To Hai Deewaanapan
Tum Se Milke Jaan Gaye
Sach Kehte The Log Sanam
Hoto Se Hasi Ki Tarah Hasi Se Khushi Ki Tarah
Dilo Ko Chura Liyaa Hai Tumne Chura Liyaa
Chura Liyaa Hai Tumne Chura Liyaa
O Jaana Yeh Kya Kiya Tumne
O Jaana Yeh Kya Kiya Tumne
Chura Liyaa Hai Tumne Chura Liyaa
Chura Liyaa Hai Tumne Chura Liyaa