Badalon Pe ( Contract - 2008 )

Song Name
: Badalon Pe
Movie Name
: Contract
Music Director
: Sana Kotwal
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 2008
Views
:

Twinkle twinkle little star
How I wonder what you are
Up above the world so high
Like a diamond in the sky...

-000-

Badalon pe ud ke jo chal diye mil naye aasmaan

Yeh zindagani ek ban ke kahaani jiye hum yahaan
Ooohhhh... Ooohhhh

Saahilo pe lehre hongi
Patharo se toote gi
Zindagi se jaan choote gi
Yaad reh jaayegi
Ooohhhh... Ooohhhh
Badalon pe ud ke jo chal diye mil naye aasmaan
Badalon pe ud ke jo chal diye mil naye aasmaan

-000-

Bhoolenge na in raaton ko
Jaag te reh jaayenge
Khwaabo ke pyaase pyaalo mein
Neend pee jaayenge