Tumpe Dil Aa Gaya ( Eight - Shani - 2006 )

Song Name
: Tumpe Dil Aa Gaya
Movie Name
: Eight Shani
Music Director
: Anu Malik
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 2006
Views
:


Tumpe dil aa gaya
Tumpe dil aa gaya

oo---oo

Tumpe dil aa gaya
Tumpe dil aa gaya
Tumpe dil aa gaya
Tumpe dil aa gaya

Mein deewana hoon mohabbat mein
Haan mohabbat ki kasam
Jadoo kya kar diya?
Jadoo sa chaah gaya...

Tumpe dil aa gaya
Tumpe dil aa gaya

oo---oo

Teri baahon mein aaj hi
Mein jaan de do agar?
To kya mera yakeen hoga
Zara bolo dilbar

Yeh namumkin hai, kasam se!
Mein rahoon tum se judaa
Meri duniyaa hai mohabbat
Tum mohabbat ke khuda

Dil kya? Jaan bhi sanam...
Ab tumpe hai fida
Tumpe dil aa gaya
Tumpe dil aa gaya

oo---oo

Tanha raaton mein jaag kar
Hum ne dekha hai sanam
Zindagi chal nahin sakti
Tere bin ek kadam

Tere khwaabon mein doob kar
Hum ne socha hai yehi
Jis ki har pal hai zaroorat
Tum zaroorat ho wohi

Itna zyaada sanam
Hum pe marte ho kya?

Tumpe dil aa gaya
Tumpe dil aa gaya

Mein deewana hoon mohabbat mein
Haan mohabbat ki kasam
Jadoo kya kar diya?
Jadoo sa chaah gaya...

Tumpe dil aa gaya
Tumpe dil aa gaya

oo---oo