Dil Deewana Dhoondta Hai ( Ek Rishtaa - 2001 )
Song Name |
: Dil Deewana Dhoondta Hai |
Movie Name |
: Ek Rishtaa |
Music Director |
: Nadeem-Shravan |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 2001 |
Views |
: |
Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladki
Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladki
Kaun hai, woh kaun hai main jaanta nahin, oh
Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladki
Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladki
Paas aayegi ek din woh
Pyaar laayegi ek din woh
Uske maathe ko choom loon ga
Uski baahon mein jhoom loon ga
Uski aankhon ka main
Ek haseen khwaab hoon
Usse milne ko main kitna betaab hoon
Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladki
Kaun hai woh kaun hai, main jaanta nahin, oh
Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladki, ha ha
Aah ha ha ha ha, ha ha ha ha, ha ha ha ha
Aah ha ha ha ha, ha ha ha ha, ha ha ha ha
Kya bataaoon woh hai kaisa
Woh deewaana khoob hai
Saari duniya se judaa
Woh mera mehboob hai
Chhedta khwaabon mein aake
Woh bada hai manchala
Main usse haasil karon gi, yeh hai mera faisla
Kaun hai woh kaun hai, main jaanti nahin, oh
Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladka
Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladka
Haseena bata tera kya naam hai
Mere naam se tujhko kya kaam hai
Oh magroor ladki zara dheere chal
Ae gustaakh tu apna rasta badal
Yun aankhen na dikha tu
Yun baatein na bana tu
Maanegi tu na aise
Dekhe hai tere jaise
Tu nashe mein choor hai
Mujhko aisa lag raha hai tu badi majboor hai
Kaun hai tu kaun hai tu main jaanta nahin, oh
Eh hey hey hey, la la la la, ek haseen ladki
La la la la, la la la la la la, ek haseen ladka