Tu Hai Ishq Mera ( Fear - 2007 )

Song Name
: Tu Hai Ishq Mera
Movie Name
: Fear
Music Director
: Himesh Reshmiya
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Others
Release Date
Movie Year
: 2007
Views
:


[Tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai
Kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai] 2
Tumko bataana hai Tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai
Kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai

Hai nai roshani raat hai nai
Silsilein hai naye, baat hai nai
Jaane kyun dhadak raha hai dil yeh baar baar
Ho rahi hoon aaj kyun main itani bekaraar
Teri yaad mein mujhko sab kuchh bhulaana hai
Kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai,
Tumko Bataana hai

Tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai
Kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai

Ankahin ansuni daastaan hai
Pyaar bhi ik ajab imtehaan hai
Ismein ik junuun sa hai aur ik nasha
Jo karein wahin yeh jaane isamein dard kya
dard-o-gum ka ishq se rishta puraana hai
Kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai
Tumko bataana hai
Tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai
Kitna pyaar hai tumse tumko bataana hai,
Tumko bataana hai
Tu hai ishq mera ishq yeh nibhaana hai 3