Waqt Ka Saaya ( Filhaal - 2002 )

Song Name
: Waqt Ka Saaya
Movie Name
: Filhaal
Music Director
: Anu Malik
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 2002
Views
:


Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Ho Rahe Ga Jo Hone Waala Hai
Jo Hone Waala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai

Din To Yeh Bhi Guzar Jaayega
Par Yeh Lamha Guzarta Nahin
Aag Hi Aag Hi Aag Hai Phir Kyon Sooraj Pigalta Nahin
Daag Dhone Se Jaate Nahin Daag Dhone Se Jaate Nahin Dard Rone Se Gata Nahin
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai

Needh Mein Saas Lete To Hain
Khwaab Jaaye To Mar Jaate Hain
Bebasi Hai Badi Bebasi Apne Saaye Se Darr Jate Hai
Kyon Kise Shikayat Kare Kyon Kise Shikayat Kare Jo Likha Hai Woh Mita Nahin
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Ho Rahe Ga Jo Hone Waala Hai
Jo Hone Waala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai
Ho Rahe Ga Jo Hone Waala Hai
Jo Hone Waala Hai