Oye Raju ( Hadh Kardi Aapne - 2000 )

Song Name
: Oye Raju
Movie Name
: Hadh Kardi Aapne
Music Director
: Anand Raj Anand
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 2000
Views
:

Oye raaju pyaar na kariyo kariyo dil toot jaata hai
Chaahat ki baat na kariyo kariyo dil toot jaata hai
Dil deewana tu na aana dil ki baaton mein soch le

Maine apne dil ko mere dil ne mujhko roka
Pyaar hai kya ek mast hawa ka aata jaata jhonka
Oh oh maine apne dil ko mere dil ne mujhko roka
Pyaar hai kya ek mast hawa ka aata jaata jhonka
Jaan ganwa baithe jisne khela ye khel dilon ka
Oye raaju pyaar na kariyo kariyo dil toot jaata hai

Pyaar mein apni jaan bhi ho jaati hai cheez paraai
Dil mein basne waale aksar hote hain harjaai
Oh oh pyaar mein apni jaan bhi ho jaati hai cheez paraai
Dil mein basne waale aksar hote hain harjaai
Humne bhi sab jaana jo chot jigar par khaai