Jab Se Hua Hai Mujhe Pyaar ( Haseena - 2006 )
Song Name |
: Jab Se Hua Hai Mujhe Pyaar |
Movie Name |
: Haseena |
Music Director |
: Rajan Bawa |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Love Song |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 2006 |
Views |
: |
Singer(s): Marina Dee, Rajan Bawa
bada sharmau re main bada ghabrau - 2
aise kaise main sunaau sabko teri meri prem kahaniya - 4
(jabse hua hain mujhe pyar mujhe neend nahi aati mere yaar) - 2
dil rehne laga hain beqaraar mujhe neend nahi aati mere yaar
jabse hua hain mujhe pyar mujhe neend nahi aati mere yaar
khamosh jindagi mein halchal si mach gayi hain
ruho mein meri hamdam tu aise rach gayi hain
dhadkan kahe ke tu hain
saansein kahe ke tu hain
meri nazar mein tu hain
meri guftagoo mein tu hain
tera rehne laga hain intezaar
mujhe neend nahi aati mere yaar
(jabse hua hain mujhe pyar mujhe neend nahi aati mere yaar) - 2
dil rehne laga hain beqaraar mujhe neend nahi aati mere yaar
jabse hua hain mujhe pyar mujhe neend nahi aati mere yaar
bada sharmau re main bada ghabrau - 2
aise kaise main sunaau sabko teri meri prem kahaniya - 4
nas nas mein ghul gayi hain
chahat tumhari aise
lagta hain ab hawaein saansein ho teri jaise
koi puchhta nahi bhi
phir bhi batau tera
tu meri zindagi hain
kyun hain aaitbaar tera
tune jabse kiya hain ikraar
mujhe neend nahi aati mere yaar
(jabse hua hain mujhe pyar mujhe neend nahi aati mere yaar) - 2
dil rehne laga hain bekaraar mujhe neend nahi aati mere yaar
jabse hua hain mujhe pyar mujhe neend nahi aati mere yaar
***********************************
बडा शरमाऊं रे, मैं बडा घबराऊं - २
ऐसे कैसे मैं सुनाऊ सबको तेरी मेरी प्रेम कहानियां - ४
(जबसे हुआ हैं मुझे प्यार मुझे नींद नहीं आती मेरे यार) - २
दिल रेहने लगा हैं बेक़रार मुझे नींद नहीं आती मेरे यार
जबसे हुआ हैं मुझे प्यार मुझे नींद नहीं आती मेरे यार
खामोश ज़िंदगी में हलचल सी मच गई हैं
रुहो में मेरी हमदम तु ऐसे रच गई हैं
धडकन कहे के तु हैं
सांसें कहे के तु हैं
मेरी नज़र में तु हैं
मेरी गुफ़्तगू में तु हैं
तेरा रेहने लगा हैं इंतेज़ार
मुझे नींद नहीं आती मेरे यार
(जबसे हुआ हैं मुझे प्यार मुझे नींद नहीं आती मेरे यार) - २
दिल रेहने लगा हैं बेक़रार मुझे नींद नहीं आती मेरे यार
जबसे हुआ हैं मुझे प्यार मुझे नींद नहीं आती मेरे यार
बडा शरमाऊं रे मैं बडा घबराऊं - २
ऐसे कैसे मैं सुनाऊं सबको तेरी मेरी प्रेम कहानियां -४
नस नस में घुल गई हैं
चाहत तुम्हारी ऐसे
लगता हैं अब हवाएं सांसें हो तेरी जैसे
कोई पुछता नहीं भी,
फिर भी बताउ तेरा
तू मेरी ज़िंदगी हैं
क्युं हैं ऐतबार तेरा
तुने जब से किया हैं इक़रार
मुझे नींद नहीं आती मेरे यार
(जब से हुआ हैं मुझे प्यार मुझे नींद नहीं आती मेरे यार) - २
दिल रेहने लगा हैं बेक़रार मुझे नींद नहीं आती मेरे यार
जब से हुआ हैं मुझे प्यार मुझे नींद नहीं आती मेरे यार
----------------------------------------------
[submitted on21-April-2010]