Re Maama ( Hum Ho Gaye Aap Ke - 2001 )
Song Name |
: Re Maama |
Movie Name |
: Hum Ho Gaye Aap Ke |
Music Director |
: Nadeem-Shravan |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Sensual |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 2001 |
Views |
: |
Hey You and Me Night Remember
Dekho Yeh Deewana Mara Gaya Shishe Mein Dil Ke Utaara Gaya
Aah Dekho Yeh Deewana Mara Gaya Shishe Mein Dil Ke Utaara Gaya
Uski Nigaaho Mein Yeh Bas Gaya Jaake Bechara Kahan Fas Gaya Pyaar Hua Na Ae Ae Re Mama
Dil To Gaya Na Aa Re Mama
Haan Pyaar Hua Na Ae Ae Re Mama
Haan Dil To Gaya Na Aa Re Mama
Naadaan Hai Tu Na Tujhko Khabar Hai Aasan Nahin Yeh Dil Ka Safar Hai Mushkil Badi Hai Yeh Chaahat Ki Raahen
Jeene Na Dengi Yeh Kamsin Adayen Zulfon Ke Saaye Se Bach Kar Nikle
Paagal Anadi Mere Saath Chal Dilbar Nahin Kaam Hai Yeh Tera Tu Maan Le Ab To Kehna Mera
Pyaar Hua Na Re Mama
Dil To Gaya Na Re Mama
Pyaar Hua Na Ae Ae Re Mama
Dil To Gaya Na Aa Re Mama
Mere Labon Pe Hai Teri Kahani
Tere Liye Hai Yeh Meri Jawaani
Kya Keh Rahi Hai Yeh Rangeen Raate
Aaja Kare Milke Chaahat Ki Baaten
Yun Mujhse Daaman Chuda Ke Na Ja Aise Tu Nazren Bacha Ke Na Ja Tauba Meri Tu Kahan Ko Gaya Mere Sanam Tuhjko Kya Ho Gaya Pyaar Hua Na Re Mama
Dil To Gaya Na Re Mama
Pyaar Hua Na Ae Ae Re Mama
Dil To Gaya Na Aa Re Mama
Dekho Yeh Deewana Mara Gaya Shishe Mein Dil Ke Utaara Gaya
Aah Dekho Yeh Deewana Mara Gaya Shishe Mein Dil Ke Utaara Gaya
Uski Nigaaho Mein Yeh Bas Gaya Jaake Bechara Kahan Fas Gaya Pyaar Hua Na Ae Ae Re Mama
Dil To Gaya Na Aa Re Mama
Pyaar Hua Na Re Mama
Dil To Gaya Na Re Mama
Pyaar Hua Na Ae Ae Re Mama
Dil To Gaya Na Aa Re Mama