Roop Ki Dushman Paapi Duniya ( Jadoo - 1951 )
Song Name |
: Roop Ki Dushman Paapi Duniya |
Movie Name |
: Jadoo |
Music Director |
: Naushad |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1951 |
Views |
: |
[Singer:- Shamshad & Chorus ]
chorus: ek do teen chaar, pachaaka chika chhum -4 shamshad : roop ki dushman paapi duniya maare mohe akhiyaan ho main kya jaanoo raam main kya jaanoo raam, kisi ke lobhi man ki batiyaan ( maare akhiyaan chorus: pachaaka chika chhum ) -2 shamshad : ek roop ke laakh pujaaree, gore kaale halake bhaari kisi ko kya maaloom ladi hai kis baalam se aankh hamaari ladi hai kis baalam se aankh Male Voice:e ji hamase shamshad : nahi nahi nahi nahi, aji in se lambi naak hai in ki, aankhon pe chashma sawaar hai Male Voice:ka hamase shamshad : are nahi nahi nahi nahi, aji in se sookhe gaal hain in ke, soorat bhi kaala bukhaar hai soorat bhi kaala bukhaar hai Male Voice: o ji gori hamase, oh ho shamshad : are chhi chhi chhi main kya jaanoo raam kisi ke lobhi man ki batiyaan maare akhiyaan chorus: pachaaka chika chhum shamshad : maare akhiyaan roop ki dushman paapi duniya maare mohe akhiyaan ho main kya jaanoo raam shabnam : chhail-chhabiila hai baanka baalam ho bani hoon main jin ki deewaani piya hi jaane bhed jiya ka kis ko sunaauun pyaar ki baani, kis ko sunaauun main Male Voice:aji ham ko shamshad : nahi nahi nahi nahi, aji un ko bhengi aankh hai jin ki, moochhon par chhaai bahaar hai Male Voice: ka ham ko shamshad : are nahi nahi nahi nahi are un ko mukhada chaand hai jin ka, nainon mein jin ke khumaar hai nainon mein jin ke khumaar hai Male Voice:kaun wo sipahiya aur ham shamshad : are ja ja ja main kya jaanoo, raam kisi ke lobhi man ki batiyaan maare akhiyaan chorus: pachaaka chika chhum shamshad : maare akhiyaan roop ki dushman paapi duniya maare mohe akhiyaan ho main kya jaanoo raam