Ulajh Gaya Jiya Mera ( Jadoo - 1951 )
Song Name |
: Ulajh Gaya Jiya Mera |
Movie Name |
: Jadoo |
Music Director |
: Naushad |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1951 |
Views |
: |
[Singer:- Lata Mangeshkar ]
ulajh gaya jiya mera nainon ke jaal mein -2 badi bholi thi, aa gai main -2 baalam ki chaal mein ulajh gaya ulajh gaya jiya mera nainon ke jaal mein -2 o o o o o o o o ( maine to laakh chaaha dil na lagaaoon , dil na lagaaoon ) -2 ( najaron ki maar bhala , kaise bhulaauun ,kaise bhulaauun ) -2 main pad gai haay raama kaise janjaal mein main pad gai -2 haay raama kaise janjaal mein ulajh gaya jiya mera nainon ke jaal mein -2 o o o o o o o o ( baithi hoon piya tujhe man mein basaaye, man mein basaaye ) -2 ( dhadake hai dil mera, nindiya na aaye ) -2 tu bas gaya dheere-dheere mere khayaal mein tu bas gaya -2 dheere-dheere mere khayaal mein ulajh gaya jiya mera nainon ke jaal mein -2 badi bholi thi a gai main baalam ki chaal mein ulajh gaya