Mera Naam Raaju ( Jis Desh Mein Ganga Behti Hai - 1960 )
Song Name |
: Mera Naam Raaju |
Movie Name |
: Jis Desh Mein Ganga Behti Hai |
Music Director |
: Shankar Jaikishan |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1960 |
Views |
: |
meraa naam raaju gharaana anaam -2
bahati hai gangaa jahaan meraa dhaam
meraa naam raaju ....
kaam naye nit geet banaana
geet banaa ke jahaan ko sunaana
koi na mile to akele men gaana -2
kaviraaj kahe, na ye taaj rahe
na ye raaj rahe, na ye raaj_gharaana
preet aur preet kaa geet rahe
kabhi loot saka na koi ye khazaana
meraa naam raaju.....
dhul ka ik baadal alabela
nikala hun apane safar men akelaa
chup-chup dekhun main duniya ka melaa -2
kaahe maan kare, abhimaan kare
mehamaan tujhe, ik din to hai jaana
dafali uthaa, aavaaz milaa
gaa mil ke mere sang prem taraana
meraa naam raaju ......
****************************************
मेरा नाम राजू घराना अनाम -२
बहती है गंगा जहाँ मेरा धाम
मेरा नाम राजू ....
काम नये नित गीत बनाना
गीत बना के जहाँ को सुनाना
कोई न मिले तो अकेले में गाना -२
कविराज कहे, न ये ताज रहे
न ये राज रहे, न ये राजघराना
प्रीत और प्रीत का गीत रहे
कभी लूट सका न कोई ये खज़ाना
मेरा नाम राजू.....
धूल का इक बादल अलबेला
निकला हूँ अपने सफ़र में अकेला
चुप-चुप देखूँ मैं दुनिया का मेला -२
काहे मान करे, अभिमान करे
मेहमान तुझे, इक दिन तो है जाना
डफ़ली उठा, आवाज़ मिला
गा मिल के मेरे संग प्रेम तराना
मेरा नाम राजू ......
------------------------------------------------
[submitted on 11-Dec-2008]