Pyaara Pyaara Samah Hai ( Kalabaaz - 1977 )

Song Name
: Pyaara Pyaara Samah Hai
Movie Name
: Kalabaaz
Music Director
: Kalyanji Anandji
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 1977
Views
:


Pyaara pyaara samah hai
nahin toh peechey pachtaigi
yaari yaaron se mere yaar kar le
nahin toh peechey pachtaigi
hahn hahn pachtaigi

Bante bante ban jaati hai ban ne wali baat
chalte chalte chal padtey hai chalne wale saath
aisi kya majboori hai thodisi toh doori hai
apne aashiq ka deedar kar le
nahin toh peeche pachtaigi
pyaara pyaar samah hai

Aahtey aahtey aa jaata hai dil se dil dildaar
hotey hotey ho jaata hai hohne wala pyar
aisi kya majburi hai thodi si toh doori hai
apne aaahiq ka deedar kar le nahin toh peeche pachtaigi
pyaara pyaara samah hai