Aaj Main Upar ( Khamoshi The Musical - 1996 )

Song Name
: Aaj Main Upar
Movie Name
: Khamoshi The Musical
Music Director
: Jatin-Lalit
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1996
Views
:

Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe
Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda Ab main kya karoon
Chaloon seedhi ki ulti chaloon

Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda Ab main kya karoon
Chaloon seedhi ki ulti chaloon
Aaj main oopar aasmaan neeche Yoonhi bin baat ke chhalke jaaye hansi
Dole jab hawa laage gudugudi
Yoonhi bin baat ke chhalke jaaye hansi
Dole jab hawa laage gudugudi
Sambhaloon gir padoon
Arre arre arre arre arre tauba kya karoon
Chaloon seedhe ki ulti chaloon

Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe
Aaj main oopar aasmaan neeche Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda Ab main kya karoon
Sar ke bal ya kadam se chaloon
Aaj main oopar aasmaan neeche

Jhoome ja mauj mein rukna na jaanejaan
Dekhoon ye tarang rukti hai kahaan
Jhoome ja mauj mein rukna na jaanejaan
Dekhoon ye tarang rukti hai kahaan
Main bhi ter sang
In lehron pe chaloon

lalalla...