Mujhe Tum Se Bahot Hai Pyaar ( Khazaana - 1951 )

Song Name
: Mujhe Tum Se Bahot Hai Pyaar
Movie Name
: Khazaana
Music Director
: C.Ramchandra
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1951
Views
:


[singer:-Lata & Rafi]

lata:
mujhe tum se bahot hai pyaar - 2
bahot hai pyaar

rafi:
nahin ji zaraa-zaraa - 2

lata:
itani na karo takaraar - 2
bahot hai pyaar

rafi:
nahin ji zaraa-zaraa - 2

lata:
O..O...O..
duniya bhar ki khushiyaan chhodoon - 2
tum se muhn na modoon - 2

rafi:
khel ke apani jaan pe bhi mein
tum se naata jodoon - 2

lata:
ye baat galat sarakar - 2
galat sarakar

rafi:
nahin ji zaraa-zaraa - 2

lata:
mujhe tum se bahot hai pyaar - 2
bahot hai pyaar

rafi:
nahin ji zaraa-zaraa - 2

*****************************************