Jiya Mein Jiya ( Khushi - 2003 )

Song Name
: Jiya Mein Jiya
Movie Name
: Khushi
Music Director
: Anu Malik
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 2003
Views
:


Ho Jiya Maine Jiya
Tujhko Diya
O Piya Mere Piya
Yeh Kya Kiya
Nigahen Mili To Yeh Jaana
Deewana Main Tera Deewana Likha Hai Yeh Dil Pe Fasana
Tujhe To Dilbar Hai Mana
Ho Jiya Maine Jiya
Tujhko Diya
O Piya Mere Piya
Yeh Kya Kiya

Hoto Pe Hasi
Teri Aankhon Mein Nasha
Tujhe Dekho To Mann Behke
Chaahon Mein Tujhko Din Rayna
Tujhse Mile Ke Aaye Chaina Kali Kali Si Teri Zulfe Jo Udi
Teri Khushboo Se Tan Mehke
Ho Tujhse Mujhko Hai Yeh Kehna
Haan Teri Bahoon Mein Hai Rehna
Yeh Wada Kabhi Na Bhoolna
Hasake Mujhe Na Roolana
Bahana Koi Na Banana
Kabhi Kuch Na Mujhse Chupana
Ho Jiya Meine Jiya
Tujhko Diya


Dekha Sapna Hai Yehi To Armaan
Tujhe Pehnaoon Chudi Kangna
Ho Pyari Pyari Mulakaate
Achchi Lagti Hai Yeh Baate
Hai Tu Mera Jahaan
Tu Kahe To Meri Jaan
Doli Le Aaoo Tere Angna
Pyaasi Pyaasi Meri Raatein
Dekho Khwaabon Mein Baarate
Khayalon Ki Duniya Sajana
Jo Aana To Waapas Na Jana
Yeh Kasmein Hamesha Nibhana
Gale Se Mujhe Hi Lagana