Hum Dono Hain Khoye ( Khwahish - 2002 )

Song Name
: Hum Dono Hain Khoye
Movie Name
: Khwahish
Music Director
: Milind Sagar
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sharaabi/Nasha
Release Date
Movie Year
: 2002
Views
:


u: ham donoN hain khoye aa: ho
na jaage hain na soye
u: ham donoN hain khoye na jaage hain na soye
ke ab hosh hamko nahin
aa: arrey arrey arrey arrey
mujhko tum sambhaalo seene se lagaa lo
ke ham kho na jaayen kahin
u: tujhe baaNhoN mein bharooN aa: oo huN
u: main aaj vo karooN aa: aa haaN
u: tujhe baaNhoN mein bharooN aaj vo karooN
maine aaj tak jo na kiyaa
aa: arrey ham donoN hain khoye na jaage hain na soye
ke ab hosh hamko nahin
u: arrey mujhko tum sambhaalo haaN seene se lagaa lo
ke ham kho na jaayen kahin

u: ambar kyoN hiltaa hai dharti kyuN ghoome hai
aa: apne sang har koi masti mein jhoome hai
u: kitnaa mazaa aa rahaa hai aa: o o o o
u: he ambar kyoN hiltaa hai dharti kyuN ghoome hai
aa: apne sang har koi masti mein jhoome hai
kitnaa mazaa aa rahaa hai
u: aajaa miTaa den sabhi dooriyaaN
aa: kuchh der Thahro hain majbooriyaaN
u: aao chalen ghar ke ab ho chuki hai shaam
aa: ham donoN hain khoye na jaage hain na soye
u: ke ab hosh hamko nahin aa: haa mujhko tum sambhaalo haaN seene se lagaa lo
ke ham kho na jaayen kahin
u: tujhe baaNhoN mein bharooN aa: oo huN
u: main aaj vo karooN aa: aa haaN
u: tujhe baaNhoN mein bharooN aaj vo karooN
maine aaj tak jo na kiyaa

aa: kab tak yuN bhaTken ham rastaa hai anjaanaa
u: aise mein mushkil hai manzil kaa mil paanaa
aa: raste mein baiTho na yuN
kab tak yuN bhaTken ham rastaa hai anjaanaa
u: aise mein mushkil hai manzil kaa mil paanaa
raste mein baiTho na yuN
aa: arrey arrey ham aa gaye hain na jaane kidhar
u: hey hey ye socho pahuNchenge ab kaise ghar
aa: ye sochnaa ab tumhaaraa meri jaaN hai kaam

u: ham donoN hain khoye aa: haa
u: aa jaage hain naa soye aa: haa
u: ke ab hosh hamko nahin aa: arrey rey rey
mujhko tum sambhaalo seene se lagaa lo
ke ham kho na jaayen kahin
u: tujhe baaNhoN mein bharooN aa: aa haa
u: main aaj vo karooN aa: na na
u: ( tujhe baaNhoN mein bharooN aaj vo karooN
maine aaj tak jo na kiyaa ) -2
aa: tujhe baaNhoN mein bharooN aaj vo karooN
maine aaj tak jo na kiyaa