Kuchh Meetha Ho Jaye 1 ( Kuchh Meetha Ho Jaye - 2005 )

Song Name
: Kuchh Meetha Ho Jaye 1
Movie Name
: Kuchh Meetha Ho Jaye
Music Director
: Himesh Reshammiya
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 2005
Views
:


[yun rutho na tum mehbooba
hasdo to chain aaye
ho jaye ho jaye - 2
ha kutch meetha ho jaye ] 2

pyaar jaha hain rab bhi wahi hain
pyar nahi to kutch bhi nahi hain
pyar ka ek dilkash lamha hota hain sadiyon se bada
yaar nahi kat sakta hain dil ka safar tanha tanha
main mangoo dua haale dil yeh
koi tumko samjhaye
ho jaye ho jaye - 2
ha kutch meetha ho jaye

bechaini ka alam hain
aur sama bhi hain pyara
har ehsaas main pagalpan
manjar bhi hain aawara
hai sabse hasin tera chehra
har dil ko jo bhaye
ho jaye ho jaye - 2
ha kutch meetha ho jaye

ho jaye ho jaye
ha kutch meetha ho jaye