Suno Suno Kaise Kah Doon Bajariya Ke Bich ( Laadli - 1949 )

Song Name
: Suno Suno Kaise Kah Doon Bajariya Ke Bich
Movie Name
: Laadli
Music Director
: Anil Biswas
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1949
Views
:


Singer: Lata

suno suno suno suno
suno suno re suno re suno suno

( kaise kah doon bajariya ke bich
ye to kaanon men kahane waali baat hai ) -2

mere seene men aahon ka shor hai
mera nanha sa dil kamajor hai -2
mose akeli raha nahin jaat hai

ye to kaanon men kahane waali baat hai re
kaise kah doon bajariya ke bich
ye to kaanon men kahane waali baat hai

aankhon-aankhon men kaatoon main raat re
jiya maane na haay mori baat re -2
teri qasam -2
teri qasam ye bada kam-zaat hai
ui.. daiyya..

ye to kaanon men kahane waali baat hai re
kaise kah doon bajariya ke bich
ye to kaanon men kahane waali baat hai

mori suni padi hai atariya
mohe kose hai baali umariya
mohe kose
mohe kose hai baali umariya
chupake-chupake
chupake-chupake jawaani bulaat hai

ye to kaanon men kahane waali baat hai re
kaise kah doon bajariya ke bich
ye to kaanon men kahane waali baat hai re
kaise kah doon bajariya ke bich

*****************************************