Chal Diya Caravan ( Laila Majnu - 1953 )

Song Name
: Chal Diya Caravan
Movie Name
: Laila Majnu
Music Director
: Ghulam Mohammed
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1953
Views
:


chal diyaa kaaravaa.n, luT gae ham yahaa.N, tum vahaa.N
gir pa.DI bijaliyaa.N, jal gayaa aashiyaa.n, uTh rahaa hai dhuaa.N
chal diyaa kaaravaa.n ...

o jaane vaale Thahar zaraa, fariyaad hamaarii sunataa jaa
daaman pe likhii hai ashko.n ne, ruudaad hamaarii sunataa jaa
jii sake.nge na ham, tumase hoke judaa
jaa merI zi.ndagii, teraa haafiza Kudaa
teraa mahamil chalaa
AsarA-e-dil chalaa, rah ga{ii daasataa.n

chal diyaa kaaravaa.n, luT gae ham yahaa.N, tum vahaa.N
chal diyaa kaaravaa.n ...