Ik Deewana ( Maine Dil Tujhko Diya - 2002 )

Song Name
: Ik Deewana
Movie Name
: Maine Dil Tujhko Diya
Music Director
: Daboo Malik
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 2002
Views
:


Ik Deewana Hai Ik Deewani Hai
Yeh Un Dono Ki Prem Kahani Hai
Dil Mein Junoon Kuch Itna Zyaada Hai
Ek Dujhe Ko Bas Paane Ka Iraada Hai
Pyaar Hota Hai Jisse Koyi Roke Na Use
Pyaar Hota Hai Jisse Koyi Roke Na Use
Saudagar

Zakhm Deewane Ko Itne Mile Hai Saathi Ek Saas Zindagi Ki Bhi Na Rahi Thi Baaki
Phir Bhi Dekho Woh Laut Ke Aaya Hai
Pyaar Ne Tere Usko Vapas Bulaya Hai
Keech Laga Tera Pyaar Aaya Dehko Apna Yaar
Keech Laga Tera Pyaar Aaya Dehko Apna Yaar

Vaada Woh Apna Nibhane Main Aaya Hoom
Duniya Ke Saamne Kehna Yeh Aaya Hoon
Maine Dil Tujhko Diya
Haan Tune Keh Diya Ab Jeet Jaaonga
Chaahe Zamaane Ko Dushman Banaoonga
Haan Tune Keh Diya Ab Jeet Jaaonga
Chaahe Zamaane Ko Dushman Banaoonga
Dushman Zamana Hai Par Tujhko Pana Hai
Dushman Zamana Hai Par Tujhko Pana Hai