Aja Aya Atariya Pe ( Mera Gaon Mera Desh - 1971 )
Song Name |
: Aja Aya Atariya Pe |
Movie Name |
: Mera Gaon Mera Desh |
Music Director |
: Laxmikant Pyarelal |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Others |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1971 |
Views |
: |
aayaa aayaa aTariyaa pe koi chor 3
o bhabhi aana zaraa dipak jalaanaa 2
[dekho balam hain ya koi aur
Dar gaI main ke mar gaI main
ke aayaa aayaa aTariyaa pe koi chor] 2
man uupar niche, khiDaki ke pichhe, ankhiyon ke nichhe
baiThi main sochuun saanvari, phir kaa karuun main baavari
bairi balam ho to chup rahuun main 2
duujaa koi ho machaa duun main shor
aayaa aayaa dhokhaa khaayaa hai, ji ghabaraayaa hai, koi aayaa hai
nainon men naina jab gae, aangan men kangan baj gae
main naachi aise, kaThaputali jaise
naa jaane khenchI hai kisane Dor
aayaa aayaa sau matadaari, kaari kajaraari, sainyaa main haari
detaa dikhaai kuchh nahin, chhup naa gayaa ho vo kahin
ghar men chhipaa to jaaegaa pakaDaa 2
man men chhipaa to phir kyaa hai zor
aayaa aayaa