Roz Akeli Aaye ( Mere Apne - 1971 )

Song Name
: Roz Akeli Aaye
Movie Name
: Mere Apne
Music Director
: Salil Chowdhury
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 1971
Views
:


Roz Akelii Aa_E, Roz Akelii Jaae -2
Chaa.Nd Katoraa Li_E Bhikhaaran Raat
Roz Akelii Aa_E, Roz Akelii Jaae

Motiyo.N Jaise Taare, Aa.Nchal Me.N Hai.N Saare -2
Jaane Ye Phir Kyaa Maa.Nge Bhikhaaran Raat
Roz Akelii Aa_E...

Jogan Jaisii Laage, Na So_E Na Jaage -2
Galii-Galii Me.N Jaae Bhikhaaran Raat
Roz Akelii Aa_E...

Roz Lagaae Pheraa, Hai Koii Nanhaa Saveraa -2
God Me.N Bhar Do, Aa_Ii Bhikhaaran Raat

Roz Akelii Aa_E, Roz Akelii Jaae -2
Chaa.Nd Katoraa Li_E Bhikhaaran Raat
Roz Akelii Aa_E, Roz Bechaarii Jaae