Saiyaan Lag Ja Gale ( Miss Mary - 1957 )

Song Name
: Saiyaan Lag Ja Gale
Movie Name
: Miss Mary
Music Director
: Hemant Kumar
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1957
Views
:


Singer: Lata ( saiyaan lag ja gale, aaja mera dil jale
chup kaise rahun main, mera bas na chale ) -2

( kaisa ye jaadu kiya, laage kahin na jiya
ankhiyon hi ankhiyon men haay, mujhe loot liya ) -2
chori-chori aaja zara khidaki tale, aaja khidaki tale

chup kaise rahun main, mera bas na chale
saiyaan lag ja gale, aaja mera dil jale
chup kaise rahun main, mera bas na chale

( dil to hua hai tera, tu bhi to ho ja mera
shaam savere kabhi meri gali daal phera ) -2
tujh bin piya meri jaan jale, meri jaan jale

chup kaise rahun main, mera bas na chale
saiyaan lag ja gale, aaja mera dil jale
chup kaise rahun main, mera bas na chale

*****************************************************